Yan shubah shabeeha ka guzarna kesa! Bay misil ki tamsaal sanwarna kesa Un ka mutallaq hay taraqi pe mudaam Tasweer khinchey un ko gawara hi nahi Mana hain ye maani ke karam kia manay Khinchina to yahaan kisi say thehra hi nahi